hsnmf पिछले संदेश
रेपलयएस
पोस्ट किए गए संदेश
मेरे द्वारा रेट किए हुए संदेश
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
Whole India has no other work,except playing or watching cricket.Whole country looks like lunatic asylum playing & talking only cricket....
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
that is the power of bears !...
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
very true sir, moving with the trend would be the right strategy till monsoon session of parliament...
द्वारा ट्रैक: 13 संदेश-लेखक
yeh sila mila hai mujhko teri dosti ke peechey,
ke hazaaro ghum laggey hai meri zindagi ke peechey.
Na tho dil ka koi sami na tho meri koi manzil,
challa ja raha hoon phir bhi kisi ajnabi ke peeche.
Tere aasta se sar ko mein uthaoo ga na hargiz,
mein kaha kaha na bhatka teri bandagi ke peechey....
...
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
गपशप
रिप्लाइ बाइ hsnmf
तिथि: 21st May, 2012 - 12:55
Beeti Hui Zindagi Ki Kuch Itni Si Kahani
Beeti Hui Zindagi Ki Kuch Itni Si Kahani…
Kuch Khud Barbad Hue
Kuch “Orkut” Aur Facebook Ki Meharbani…...
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
गपशप
रिप्लाइ बाइ rishiG
तिथि: 20th May, 2012 - 09:23
Mohabbat Mukaddar Hai Koi Khwab Nahi
Ye Wo Ada Hai Jisme Sb Kamyab Nahi
Jinhe Pnah Mili Unhe Ungliyo Pe Gin Lo
Jo Barbad Hue Unka Hisab Nahi...
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
गपशप
रिप्लाइ बाइ mds2k8
तिथि: 18th May, 2012 - 15:52
Dear hsnmf Sir,
Looking to mkt.condition;"OOO-board is a better Option.
"It just takes encouragement, determination,
hard work & a positive attitude.
We are all stronger then we think we are!"
Thanks with Regards. ...mds...
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
U mean U still want to leave in the Aunda and refusing to come out of it....and would refuse to evolve and learn
and wouldn`t help the nation to prosper...??...
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
गपशप
रिप्लाइ बाइ mds2k8
तिथि: 18th May, 2012 - 15:25
Qasr Chahiye Nahi Darbar Chahiye ,
Hum Ko To Ek Jhalak tera Dedar chahiye !!...
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
गपशप
रिप्लाइ बाइ mds2k8
तिथि: 18th May, 2012 - 15:25
Shair Chahiye Nahi Funkar Chahiye ,
Duniya Ko Aaj Sirf Gulokar Chahiye !!...
द्वारा ट्रैक: 1 संदेश-लेखक
द्वारा ट्रैक: 2 संदेश-लेखक
Where is your relief rally Mr. Udayan Mukherji....
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
गपशप
पोस्ट करनेवाले : hsnmf
तिथि :22nd May, 2012 - 15:20
Na Zindagi Mili Na Wafa Mili
Najane Q Her Khushi Hum Se Khafa Mili
Jhoti Muskan Liye Dard Ko Chupatey Rahey
Sacha Pyar Karne Ki Kia Khoub Saza Mili!...
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
Maar toh kamzor hi ko parti hei na isliye....
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
Hopeless market, hopeless RBI Governor, hopeless FM and hopeless government....
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
And Subba Rao also in deep coma.....
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
लैंको इंफ्राटेक
पोस्ट करनेवाले : hsnmf
तिथि :22nd May, 2012 - 15:11
BSE: Rs 11.95 ( -3.32 % ), NSE: Rs. 11.95 ( -3.24 % )
No description for our market, this year is worst for Indian stock market....
द्वारा ट्रैक: 13 संदेश-लेखक
गपशप
पोस्ट करनेवाले : hsnmf
तिथि :22nd May, 2012 - 12:17
Ajeeb rishta raha kuch us shakhs se
NA Nafrat ki waja mili.Na muhabat ka sila...
द्वारा ट्रैक: 13 संदेश-लेखक
गपशप
पोस्ट करनेवाले : hsnmf
तिथि :22nd May, 2012 - 12:17
Dil se dil ka rishta badi mushkil se banta hai,
aadmi aadmi ka dost badi mushkil se banta hai.
Har kisi baat par yaqeen nahin kiya karte,
kho jaaye aitbaar phir badi mushkil se banta hai.
Chand saansein hai zindagani ki hausla kar lo,
maut aane ka sabab badi mushkil se banta hai.
Humne chaha ki sabse behtar ban jaayein,
kisi se behtar insaan badi mushkil se banta hai.
Haathon ki laqeeron mein yun ulajh gaya hoon,
muqaddar ka meherbaan koi badi mushkil se banta hai....
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
गपशप
पोस्ट करनेवाले : hsnmf
तिथि :21st May, 2012 - 12:55
Beeti Hui Zindagi Ki Kuch Itni Si Kahani
Beeti Hui Zindagi Ki Kuch Itni Si Kahani…
Kuch Khud Barbad Hue
Kuch “Orkut” Aur Facebook Ki Meharbani…...
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
गपशप
पोस्ट करनेवाले : hsnmf
तिथि :20th May, 2012 - 00:12
Teri aankhon ka ye kajal bara anmol lagta hai...
Teri zulf ka ye badal bara anmol lagta hai...
Bara masoom sa hai ye tere chehre ka bhola pan...
Tera wo shokh chanchal dil bara anmol lagta hai...
Tere pairon ki wo payal tere hathon ka wo kangan...
Wo jhumka tere kaano ka bara anmol lagta hai...
Jo milte ho mujhe raahon mey...
Zara sa saath ka wo pal bara anmol lagta hai..
Wo kaghaz par tumhara naam likhna aur mita dena...
Mujhe khud ye pagal pan bara anmol lagta hai......
द्वारा ट्रैक: 0 संदेश-लेखक
गपशप
पोस्ट करनेवाले : hsnmf
तिथि :18th May, 2012 - 15:20
Door Hona Chahu Tujhse To Aur Kareeb Chali Aati Hai.,
Khud Ko Mitana Chahu To Kismat Sath Chhod Jati Hai...
Zara Dekh Ke Kaisi Kashmakash Me Aaj Khada Hoon Mai.,
Tujhe Bhulana Chahu To Teri Yaad Aur Jyada Aati Hai...
Andhero Me Koi Hawa Mere Kano Me Kuchh Keh Jati Hai.,
Aisa Lagta Hai Jaise Teri Pyari Si Aawaaz Sunati Hai...
Jante Hai Ke Jab Tak Chala Silsila Saanso Ki Ladi Ka `Touhid`.,
Zindagi Ke Har Saans Me Teri Yaado Ki Khushbu Hi Aati Hai......
|